Mobi Groups
Download Free Apps & Games @ PHONEKY.com

TEHREEK-E-ISLAM - Topics
Create Your Own App Store

* TEHREEK-E-ISLAM > Topics


Subject: Surah-e-YASEEN Ki fazilat
Replies: 2 Views: 9719

mahtab12 26.08.11 - 07:15pm
HAZRAT-E-SAYIDUNA ANS(R.A) sy riwayat hai k RASOOL-E-AKRAM(S.A.W.W) nay farmaya:beshak hr cheez ka aik dil hai aur QURAN ka dil SURAH-E-YASEEN hai aur jo aik martaba SURAH-E-YASEEN parhay ga us k lye 10 martaba QURAN parhnay ka sawab likha jaye ga.ref:sunan al tirmizi,hadees 2896,jild4,page406. *

mahtab12 28.08.11 - 09:06am
Hazrat-e-Sayiduna MAQIL BIN YASSAR(R.A) sy riwayat hai k NABI-E-AKRAM(S.A.W.W) Nay farmaya:''SURAH-E-YASEEN QURAN KA DIL HAI JO ISAY ALLAH KI RAZA AUR AKHIRAJ KI BEHTARI K LYE PARHAY GA US KI MAGHFIRAT KR DI JAYE GI....REF:AL MUSNAD IMAM AHMED BIN HANBAL,H 20322,J 7,P 286... *

mahtab12 12.11.11 - 09:34am
HAZRAT-E-SAYIDUNA ANS (R.A) SAY RIWAYAT HAI K RASOOL-E-AKRAM NAY FARMAYA;BESHAK HAR CHEEZ KA AIJK DIL HOTA HAI AUR QURAN KA DIL SURAH-E-YASEEN HAI AUR JO AIK MARTABA SURAH-E-YASEEN PARHAY GA US K LYE 10 MARTABA QURAN PARHNAY KA SAWAB LIKHA JATA HAI.'

SUNAN ALTIRMIZI H 2896 J 4 406

HAZRAT-E-SAYIDUNA ANS(R.A) SAY RIWAYAT HAI K HAZOOR-E-AKRAM NAUY FARMAYA; JO ASHHKS HAMESHA HAR RAAT YASEEN KI TILAWAT KRTA RHA NPHIR MAR GYA TU8 WO SHAHEED MARAY GA.



HAZRAT-E-SAYIDUNA IBN-E-ABBAS(R.A) SAY RIWAYAT HAI K NABI-E-AKRAM(S.A.W.W) NAY FARMAYA;MERI KHAWAHISH HAI K SURAH-E-YASEEN MERI UMMAT K HER INSAAN K DIL MAIN HO.

AL'DUR UL MANSHOOR;J 7;P 37

HAZRAT-E-SAYIDUNA ATTAH BIN ABU RABAH TABI'E(R.A) SY RIWAYAT HAI K SHANSHAH-E-MADINA,SAROOR-QALBO SEENA(S.A.W.W)NAY IRSHAAD FARMAYA;JO SHAKHS DIN KI IBTADA MAIN SURAH-E-YASEEN KI TILAWAT KRAY GA,US KI TAMAAM HAAJAAT PURI KR DI JAIN GI...



HAZRAT-E-SAYIDUNA IBN-E-ABBAS(R.A) FARMATAY HAIN;JO SHAKHS BAWAQT-E-SUBAH SURAH-E-YASEEN KI TILAWAT KRAY US DIN KI AASAANI USAY SHAAM TAK ATTAH KI GAYI,AUR JIS SHAKHS NAY RAAT KI IBTADA MAIN IS KI TILAWAT KI USAY SUBAH TAK US RAAT KI ASANI KR DI GAYOI.

HAZRAT-E-SAYIDUNA MAQAL BIN YASAAR(R.A) SAY RIWAYAT HAI K HAZOOR-E-PAK(SAWW)NAY FARMAYA;YAASEEN QURAN KA DIL HAUI,JO SHAKHS IS SURAH-EMUBARKA KI ALLAH AUR AKHIRAT K LYE TILAWAT KRAY GA,US K PEHLAY K GUNAH BAKHS DIYE JAIN GAY,TU TM IS KI TILAWAT APNAY MARNAY WALON K PASS KRO.


AMEER ULK MOMEENEEN HAZRAT-E-SAYIDUNA ABU BAKAR SADEEQ(R.A) SY RIWAYAT HAI K SARKAR-E-MADINA(SAWW) NAY FARMAYA;JIS NAY HAR JUMA KO APNAY WAALDAIN DONO YA AIK KI MQABAR KI ZIYARAT KI AUR UN K PASS YASEEN KI TIL;AWAT KI TU ALLAH HAR HARF K BADLAY US KI BAKHSIS O MAGHFIRAT FARMA DETA HAI.





HAZRAT-E-SAYIDUNA ABU DARDA(R.A) SY SRIWAYAT HAI K HAZOORE-E-AKRAM(SAWW) NY FARMAYA;JIS MARNAY WALAY K PAS SURAH-E-YASEEN TILAWAT KI JATI HAI.ALLAH TABARK WA TAHLAH US PER(US KI ROOH QABZ KRNAY MAIN) NARMI FARMATA HAI.

HAZRAT-E-SAYIDUNA ABU HARAIRA SAY RIWAYAT HAI K AP(SAWWW) NAY FARMAYA;JIS NAY SHAB-E-JUMA SURAH-E-YASEEN KI TILAWAT KI US KI MAGHFIRAT KR DI JAYE GI...

AL TARGHEEB WAL TARHEEB H 4,J 1, P 298


HAZRAT-E-SAYIDUNA MAQAL BIN YASAAR(R.A) SAY RIWAYAT HAI K HABIB-E-PARWARDIGAAR(SAWW) NY FARMAYA;SURAH-E-YASEEN QURAN KA DIL HAI JO ISAY ALLAH KI RIZA AUR AKHIRAT KI BEHTARI K LYE PARHAY GA US KI MAGHFIRAT KR DI JAYE GI..

AL MUSNAD IMAM AHMAD BIN HANBAL H20322 J 7 P 286


AMEER UL MOMEENEEN HAZRAT-E-SAYIDUNA ABU BAKAR SADEEQ(R.A) SY RIWAYAT HAI K SARKAR-E-MADINA(SAWW) NAY FARMAYA;JIS NAY HAR JUMA KO APNAY WAALDAIN DONO YA AIK KI QABAR KI ZIYARAT KI AUR UN K PASS YASEEN KI TILAWAT KI TU ALLAH HAR HARF K BADLAY US KI BAKHSIS O MAGHFIRAT FARMA DETA HAI. *


* Reply
* TEHREEK-E-ISLAM Forum


Search:
topics replies


* TEHREEK-E-ISLAM

Create Your Own App Store

topTop
groupsGroups
mainProdigits

Create Your Own App Store